These two shers from movie sajan describe samay and taqdeer so well and they compliment each other even better. Sometimes you come across shers which fit exactly into the situation of your life. My life too is revolving around these two:
Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha
Idhar Mera Ghar, Udhar Uska Aaashiyana Tha
Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed
Usi Waqt Is Tofaan Ko Bhi Yahaan Aana Tha
Taqdeer banane wale tu ne kami na ki, kab kisi ko kya mila yeh toh muqaddar ki baat hai !!
My friends, waqt se pehle aur kismat se jyada naa kisiko mila hai aur naa kisiko milega.

No comments:
Post a Comment